Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMere Mehboob Mere
HomeMere Mehboob Mere
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kab maine ye socha tha kab maine ye jaana tha kab maine ye socha tha kab maine ye jaana tha tum itne badal jaaoge tum itna mujhe chahoge tum itna pyaar karoge tum yun iqraar karoge mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam kab maine ye socha tha kab maine ye jaana tha tum itne badal jaaoge tum itna mujhe chahoge tum itna pyaar karoge tum yun iqraar karoge mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam aankhon mein jo narmi hai pehle to nahin thi saanson mein jo garmi hai pehle to nahin thi pehle to na yun chhayi thi zulfon ki ghataayen pehle to na yun chhayi thi zulfon ki ghataayen pehle to na yun mehki thi aanchal ki hawaayen pehle to nahin aati thi tumko ye adaayen aaj kitne hasin hai sitam shukriya meharbaani karam ho mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam tum par mere pyaar ka jaadoo pehle to nahin tha dil jaisa hai beqaaboo pehle to nahin
haan main deewaana hoon chaahun to machal sakta hoon silvate husn ke kaanoon badal sakta hoon khaar to khaar hai angaaron pe chal sakta hoon mere mehboob mere dost nahin ye bhi nahin meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur isi raftaar se duniya ko guzar jaane do dil mein ghut ghut ke tamannaaon ko mar jaane do teri zulfon ko sare dosh bikhar jaane do mere mehboob mere dost nahin ye bhi nahin mere mehboob mere dost nahin ye bhi nahin meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur ek din chheen loon main ajmat e baatil ka junoon tod dun tod dun main saukat e duniya ka fuzon aur beh jaaye yahin nabj e zaro seem ka khoon gairat e ishq ko manzoor tamaasha hai yahi gairat e ishq ko manzoor tamaasha hai yahi meri fitrat kaa mere dost takaaza hai yahi meri fitrat kaa mere dost takaaza hai yahi
mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe roshni le ke andhere se nikalna hai tujhe roshni le ke andhere se nikalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob tere aanchal mein sitaare hain girebaan mein kiran teri nazron se huyi ishq ki duniya roshan dhal gayi geet ke saanche mein dilon ki dhadkan dhal gayi geet ke saanche mein dilon ki dhadkan jis mein jalta hoon usi aag mein jalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob chaand se maathe pe mehnat ke paseene ki lakeer jaag uthi jaag uthi hind ki soyi taqdeer kat ke gir jaayegi pairon pe puraani zanjeer kat ke gir jaayegi pairon pe puraani zanjeer ladkhadayegi kahaan tak ke sambhalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob kone kone mein sulagti hai chita tere liye teri dushman hai teri narm ada tere liye zehar hi zehar hai duniya ki hawa tere liye zehar hi zehar hai duniya ki hawa tere liye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Mehboob Mere Duplicate (1998) 07:02 20927
 
Poster of Duplicate (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 07:02   Song Number : 20927   

Mere Mehboob Mere Dost Nahin Mukesh 04:09 19111
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shaukat Pardesi
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:09   Song Number : 19111   

Mere Mehboob Mere Saath Gyarah Hazaar Ladkiyan (1962) 04:13 18950
 
Poster of Gyarah Hazaar Ladkiyan (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Bharat Bhushan
Duration : 04:13   Song Number : 18950